Hello Dosto.

Dosto Agar Aap November 2020 Mai Thoda High Budget Ke Andar Ek Naya Smartphone Kharidne Ki Soch Rahe Hai, Jisme Apko Mile Bahot Hi Ache Ache Features, 

Toh Dosto Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu 30,000 Rupee Ke Budget Ke Andar Market Mai Available 5 Sabse Best Smartphones Ke Baare Mai Jo Dosto Apke Liye Best Options Honge,

Aur Dosto Inn Smartphones Mai Aapko Kafi Ache Ache Features Dekhne ko Mil Jayenge Jesse Ki 120 Hz Display, 64MP Quad Camera with 60X SuperZoom, 12GB RAM 256GB Storage, 7000 mAh Battery, Snapdragon 865 Processor And Aur Bhi Features.  

Aur Agar Koi Smartphone Aaapko Pasand Aata Hai Toh Aap Buy Now Par Click Karke Kharid Sakte Hai.

So Lets Begin,


Also Read : Best 4G Smarthone Under Rs.5,000 (November 2020) 



1. Realme X3 SuperZoom

Dosto 1 Number Par Hai Realme X3 Super Zoom Edition, Aur Isme Apko Do Variants Milte Hai 8GB+128GB And 12GB+256GB , Firse Agar Aapko Kuch Jyada Storgae Ki Jarrurt Nahi Hai Toh Aap 8GB Variant Hi Le Sakte Hai

Ab Baat Kare Iske  Features Ki Toh, Isme Display Diya Gaya Hai  Hai 6.6 Inches Ka FHD+ IPS LCD Punch Hole, Aur Iska Refresh Rate Hai 120 Hz, Iske Sath Sath Isme Corning Gorilla Glas V5 Ka Protection Bhi Diya Gaya Hai, Aur Isme Apko Expandable Memory Ka Option Nahi Milta, Iske Baad Isme Bhi Apko Processor Milta Qualcomm Snapdragon 855 Plus, Operating Sytem Hai Realme UI Based On Android V10 Q

Camera Ki Baat Kare Toh  Isme Apko Piche Ki Taraf  64+8+8+2 MP Ka Quad Camera Setup Milta Hai Jisme Apko 60x Super Zoom Ka Feature Bhi Diya Gaya Hai Aur Samne Ki Taraf Apko 32+8 MP Ka Dual Front Camera Milta Hai, Aur Iss Smartphne Se  Aap 4K Video Record Kar Sakte Ho 30 Fps Par, Iske Baad Isme Apko 4200 Mah Ki Battery Milti Hai, Jisme Apko 30W Super Dart Charging Diya Gaya Hai, Aur Isme Apko Side Mounted Fingerprint Sensor Ke Sath Aur Bhi Sensors Diya Gaya Hai, Lekin Isme Apko 3.5 mm Headphone Jack Nahi Milta Hai, Iske Baad Network And Connectivity Features Mai Isme Apko Dual Sim, 4G, Wifi, Aur Bluetooth V5.0 Ke Sath Sath Aur Bhi Bahut Sare Features Dekhne Ko Milta Hai

Aur Dosto Iska 12GB+256GB Variant Ka Price Hai 28,999 Rupee Aur 8GB+128GB Variant Ka Price Hai 23,999 Rupee


Also Read : 48MP Camera Phone Under Rs.10,000 (November 2020) 


2. Oneplus Nord

Iske Baad 2 Number Par Hai Oneplus Nord Aur Iska Apko Do Variants Market Mai Available Mil Jayega, 8GB+128GB And 12GB+256GB, Toh Dosto Agar Aapko Kuch Jyada Storgae Ki Jarrurt Nahi Hai Toh Aap 8GB Variant Hi Le Sakte Hai, 

Ab Baat Kare Iske  Features Ki Toh, Isme Display Diya Gaya Hai  Hai 6.44 Inches Ka FHD+ Fluid AMOLED Punch Hole Display, Aur Isme  Refresh Rate Milta Hai 90Hz, Iske Sath Sath Isme  Corning Gorilla Glas V5 Ka Protection Bhi Diya Gaya Hai, Aur Isme Bhi Apko Expandable Memory Ka Option Nahi Milta, Iske Baad Isme Apko Processor Milta Qualcomm Snapdragon 765G , Aur Ye Bhi Kafi Powerful Processor Hai, Jisse Apko Achi Performance Dekhne Ko Mil Jayegi, Operating Sytem Hai Oxygen OS Based On Android V10 Q

Camera Ki Baat Kare Toh  Isme Apko Piche Ki Taraf 48+8+5+2 MP Ka Quad Camera  Setup Diya Gaya Hai Aur  Samne Ki Tarf Apko 32+8 MP Ka Dual Front Camera Milta Hai

Aur Iss Smartphne Ke Front And Rear Dono Camera Se Hi Aap 4K Video Record Kar Sakte Ho 30 Fps Par, Iske Baad Isme Apko 4115 mAh  Ki Battery Milti Hai, Jisme Apko 30W Warp Charging Diya Gaya Hai, Aur Ismebhi Apko On Screen Fingerprint Sensor Ke Sath Aur Bhi Sensors Diya Gaya Hai, Lekin Isme Bhi Apko 3.5 mm Headphone Jack Nahi Milta Hai, Iske Baad Network And Connectivity Features Mai Isme Apko Dual Sim, 5G,Wifi, NFC Aur Bluetooth V5.1 Ke Sath Sath Aur Bhi Bahut Sare Features Dekhne Ko Milta Hai

Aur Dosto Iska 12GB+256GB Variant Ka  Price Hai 29,999 Rupee Aur 8GB+128GB Variant Ka Price Hai 27,999 Rupee


Also Read : 6GB RAM 128GB ROM Smartphones Under Rs.15,000 (November 2020


3. Samsung Galaxy M51

Dosto 3 Number Par Hai Samsung Galaxy M51, Aur Isme Bhi Apko Do Variants Milte Hai 8GB+128GB And 6GB+128GB, Toh Dosto Agar Aap Sabhi Features Ke Sath Ek Powerful Battery Back Up Wala Smartphone Kharidna Chahte Hai Toh Aap Jarrur Isss Smartphone Ko Dekh Sakte Hai, Kyunki Dosto Isme Apko 7000 mAh Ki Bahot Hi Powerful Battery Milti, Jisme Apko 25W Fast Charging Bhi Dekhne Ko Milta Hai

Iske Baad  Iske Baaki Features Mai, Apko 6.7 Inch  Ka FHD+ Super AMOLED  Plus Punch Hole  Display Milta Hai, Jisme Apko, Corning Gorilla Glass 3 Ka Protection Bhi Diya Gaya Hai, Aur Isme  Expandable Memory Hai Upto 512GB, Iske Baad Isme  Apko Qualcomm Snapdragon 730G Processor Diya Gaya Hai, Jo Dosto Ek Powerful  Processor Hai, Iska Operating System Hai Samsung One UI  Based On Android V10 Q, Ab Camera Ki Baat Kare Toh  Isme Apko Piche Ki Taraf  Quad Camera Set Up Milta Hai Jisme 64MP Ka Milta Hai Wide Angle  Primary Lens, Iske Sath 12MP Ka Hai Wide Angle Lens, 5MP Ka Hai Macro Lens, And 5 MP Ka Milta Hai Depth Sensor  Aur Samne Ki Taraf  Milta Hai 32 MP Ka Single Selfie Camera, Aur Iss Smartphone Mai Aap 4K Tak Video Record Kar Sakte Hai 30 Fps Par

Iske Baad Isme Apko Side Mounted  Fingerprint Sensor Ke Sath Aur  Bhi Sensors Milte Hai, Baaki  Isme Apko Dual Sim, 4G VoLTE, Wifi, NFC  And Bluetooth V5.0  Jesse Aur Bhi Features Milte Hai, Aur Dosto Iska 6GB+128GB Variant Ka  Price Hai 22,999 Rupee Aur 8GB+128GB Variant Ka Price Hai 24,999 Rupess



Also Read : 5 Best Action Cameras Under Rs.5,000 (November 2020)


4. Vivo V20

Iske Baad 4 Number Par Bhi Hai Vivo V20, Jisme Apko Do Variants Milte Hai8GB+128GB And 8GB+256GB, Aur Dosto Agar Aap Ek Bahot Hi Acha Front Camera Wala Smartphone Kharidna Chahte Hai Toh Aap Iss Smartphone Ko Jarrur Dekh Sakte Hai, Kyunki Isme Apko  44MP Ka Eye Auto Focus Selfie Camera Diya Gaya Hai, Jisse Aap Ache Photos Ke Sath Sath 4K Quality Videos Bhi Record Kar Sakte Hai, Ab Rear Camera Ki Baat Kare Toh  Isme  Apko 64+8+2 MP Ka Triple Camera  Setup Milta Hai, Aur Isse Bhi Aap 4K Quality Videos Bhi Record Kar Sakte Hai

Ab Iske Dusre Features Mai, Apko Display Diya Gaya Hai  Hai 6.44 Inches Ka FHD+ AMOLED  Display, Aur Isme Apko Expandable Memory Milta Hai Upto 1 TB, Iske Baad Isme Apko Processor Milta Qualcomm Snapdragon 720G, Operating Sytem Hai Funtouch Os Based On Android V11, Iske Baad Isme Apko  4000 mAh Ki Battery Milti Hai, Jisme Apko 33W Flash Charging Diya Gaya Hai, Aur Isme Bhi Apko On Screen Fingerprint Sensor Ke Sath Aur Bhi Sensors Diya Gaya Hai, Iske Baad Network And Connectivity Features Mai Isme Apko Dual Sim, 4G, Wifi, Aur Bluetooth V5.1 Ke Sath Sath Aur Bhi Bahut Sare Features Dekhne Ko Milta Hai

Aur Dosto Iska 8GB+256GB Variant Ka Price Hai 27,990 Rupee Aur 8GB+128GB Variant Ka Price Hai 24,990 Rupess


5. iQOO 3

Dosto 5 Number Par Hai iQOO 3, Jo Bahot Pehle Launch Hua Tha 25th February 2020 Ko Lekin Dosto Abhi Bhi Yeh Smartphone Ek Acha Option Hai Iss Budget Ke Andar Iske Kafi Ache Features Ki Wajah Se,

Ab Dosto Baat Kare Iske Features Ki Toh, Isme Apko 6.44 Inch Ka FHD+ Super AMOLED Punch Hole Display Milta Hai,  Jisme Apko 60 Hz Refresh Rate Ke Sath , Corning Gorilla Glass 6 Ka Protection Bhi Diya Gaya Hai, Iske Baad  Isme Ram Milta Hai 8GB And Internal Storage Milta Hai 128 GB Lekin Isme  Expandable Memory Ka Option Nhai Milta, Iske Baad Isme  Apko Bahot Hi Powerful Qualcomm Snapdragon 865 Processor Diya Gaya Hai, Jo Dosto Ek Flagship  Processor Hai, Iska Operating System Hai iQOO UI  Based On Android V10 Q

Ab Camera Ki Baat Kare Toh  Isme Apko Piche Ki Taraf  Quad Camera Set Up Milta Hai Jisme 48MP Ka Milta Hai Primary Lens, Iske Sath 13MP Ka Hai Wide Angle Lens, 13MP Ka Hai Telephoto Lens, And 2 MP Ka Milta  Hai Depth Sensor  Aur Samne Ki Taraf  Milta Hai 16 MP Ka  Selfie Camera, Aur Iss Smartphone Mai Aap 4K Tak Video Record Kar Sakte Hai 30 Fps Par, Isme Battery Milti Hai 4440 mAh Ka , Jisme Apko 55W Super Flash Charging Milta Hai, Jisse Yeh Smartphone 15 Minutes Mai 50% Tak Charge Ho Jayega, Iske Baad Isme Apko On Screen  Fingerprint Sensor Ke Sath Aur  Bhi Sensors Milte Hai, Baaki  Isme Apko Dual Sim, 4G VoLTE, Wifi, And Bluetooth V5.1 Jesse Aur Bhi Features Milte Hai, Aur Dosto  Iska Price Hai 29,990 Rupees


You can watch the Detailed  Video here






THANK YOU FOR READING

YOU CAN ALSO CHECKOUT OTHER POSTS